

Wahi maza aur swaad - royal paan, fresh fennel aur pan masala jaise exciting desi flavours.
Koi stain nahi, koi smell nahi, koi haanikaarak ingredients nahi.
Guilt free Ryze gums chabayein.
Jabde ke liye naram, aur gale ke liye aasan bina kisi jalan ke

Asli meethe paan ka bold flavour. Wahi familiar sweetness — bilkul waise hi.
Aise chabaane se gale me jalan nahi hogi aur sahi se flavour aayega
1-3 minute tak gum ko chabayen jab tak aapko swaad mile (thoda teekha aur masaledar)

1-2 minute tak rukein aur gum ko munh mein rakhein

Jab swaad pheeka ho jaye, toh phir se chabayen

Pro Tip: Upar diye simple 3-step process ko 20 se 30 min tak repeat kare.
Real log, real safar — unki apni zubaani
Jab bhi talab ho, aap Ryze khaiye. Maximum ek din me aap 24 gum kha sakte hai.